- 5 stars: 4 (50%)
- 4 stars: 4 (50%)
- 3 stars: 0 (0%)
- 2 stars: 0 (0%)
- 1 star: 0 (0%)
Mujhe mainly engine smoothness chahiye thi aur uss point par product theek laga.
Avenger byk ke liye liya hai performance to de raha hai kya dusre order pe discount milnge
Pehli baar Okiba use kiya hai. Oil lene se pehle meri bike ke liye suitable grade confirm karna easy tha. Bike ka running experience smooth laga, ab next oil change bhi isi ka karunga.
Okiba નું oil પહેલી વાર use કર્યું. શરૂઆતમાં થોડો doubt હતો, પણ મારી bike માટે જે oil suggest કર્યું એ લીધું. હાલ સુધી કોઈ problem નથી અને running પણ સારી લાગી રહી છે.
Maine apni bike ke liye Okiba ka engine oil try kiya. Pehle mujhe itna difference samajh nahi aata tha ki kaunsa oil use karna chahiye, lekin Okiba mein bike ke hisaab se oil suggest karne ka option kaafi useful laga. Abhi tak experience achha raha hai.
Mejhe lagta nahi tha ki itna avhvhah niklenva … mobil achchha hai
Meri bike ke liye acha oil hai 👍
Aur bike bhi achhi chal rahi hai😊